NAMASTE
My name is shruti S. I am from Assam.
Age 23.
Pursuing Masters.
Fresher
Age 23.
Pursuing Masters.
Fresher
Aaj 15th sep/15 ko mera interview tha
Time- 9 AM
Pehle documents verification huwa. I was in morning batch (5th)
Time- 9 AM
Pehle documents verification huwa. I was in morning batch (5th)
Interview panel has 3 male members. (small and good team :D )
These are some of the questions asked in the interview :
1) your name- told. (10 on 10 for this question. hehe )
2) father's name-told
3) do you any elder/younger brother or sister-told
4) graduation kab khatam kiya-told
5) ab kya kar rahe ho-told
6) what is insurance? According to you-told
7) ADO job profile-told
8) kaise Insaan ko aap as an agent recruit karna chahenge-told
9) Suppose aapko job mil gaya, uske baad kya hoga??
my answer- sir jitna mujhe pata hai pehle training hoga.
Interviewer- training ke baad??
me- mera pehla kaam hoga acche agents recruit karna.
interviewer- aap kaise insaan ko as an agent recruit karoge? jiski financial condition acchi ho ya fir unhe jinki financial condition acchi nahi ho??
me- sir mai aise insaan ko recruit karna chahungi jo business kar sake. Customers ko attract kor sake. Customers ko policy ki benefits ke bareme samjha sake, aur us policy ka customer ke life mei kaisa influnce padega woh samjha sake aur customer ko khusi khusi policy kharidne ke liye convince kar sake. Agent ke liye mera requirements yahi rahenge. Unki financial condition matter nahi karti. (lagta hai answer accha diya :D )

10) Aap ek ladki ho, aur is job mein ghumna padega, aapko koi
problem nahi hogi?
me- not at all sir
Interviewer- Nahi hogi?? Pakka??
me-yes sir.
Interviewer- Sure??
me (with a cute sa smile)- yes sir 100%
me- not at all sir
Interviewer- Nahi hogi?? Pakka??
me-yes sir.
Interviewer- Sure??
me (with a cute sa smile)- yes sir 100%
mera gadbad wala time
11) Leander Paes ko jaante ho aap?
me-yes sir, he is a tennis player.
interviewer-wo abhi news mei kyu hai?
me- don't know (idiot me)
12) Sania mirza news mai kyu hai?
me- unhe recently khel ratna ka samman mila hai.
Interviewer- aur??
me- aur nahi pata sir. (baj gaya band mera)

now, mere home town ke baare mei kuch questions puche gaye because
assam ke kuch jaani maani celebs mere home town se belong karte the.
Last question- IRDA ka full form.
me-told.
me-told.
Mera interview 3 language mei huwa- Assamese, English and Hindi.
Aur aage ka pata nahi, coz yeh mera first interview tha.
Thats all. Thank you..
No comments:
Post a Comment